Tum jab Pass song by Prateek Kuhad

Tum Jab Pass song 
A song that can send you back to your school life romance. A great song by Prateek Kuhad which acn connect you a lot 🥰😘
Kitne Vaade, Kitni Baatein Baaki Hain
Kitne Din Aur, Kitni Raatein Baaki Hain
In Parchhaiyo Se Badal Bhi Jau Toh
Mai Befikar Hu, Madhosh Ho Bhi Jau Toh

Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho

Uljhi Nazare Kaise Anjaan Sheheron Me
Saari Kasme Behti Yaado Ki Lehro Me
Iss Geherai Se Bekhabar Ho Jau Toh
Mai Befikar Hu, Madhosh Ho Bhi Jau TohTum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho

Kho Jaane Ki Zidd Na Karo
Khwaaish Hai Ye Dil Ki
Raaho Ko Nazar Mei Rakho

Mai Bhi Toh Laut Aunga
Havaao Sa Gungunaunga

Kitne Vaade, Kitni Baatein Baaki Hain
Kitne Din Aur Kitni Raatein Baaki Hain

Tum Jab Paas Aati Ho
Palko Se Muskurati Ho
Havaaye Bhi Gungunati Hai
Tum Jab Paas Aati Ho

Tum Jab Paas Aati Ho
Tum Jab Paas Aati Ho
Tum Jab Paas Aati Ho
Tum Jab Paas Aati Ho

COPYRIGHT:
Writer(s): Prateek Kuhad 

Now enjoy the song to the fullest 😀

Comments